Wednesday, October 27, 2010

Zindagi ke Utar-Chadav...(Meri Kahani)

hiii.. frndz.
as u all know ki aaj hum kaha hai.
Kal tak life kitni smooth thi or aaj hum kitni b kosis kar le par wo possible nhi hai.
Aaj mujhe wo din yaad aate hai jab school life ki suruvat thi or roj k bahane banana ,khlene khudne or cartoons dekhne k liye mummy ko patana or school me apne competitors ko harana or aise hi karke apne parents ko khus karna.
Tan tak life bahut achhi kat rahi thi...,but ab again time aaya hume dcide karna tha ki aage ka future kaisa hoga???
Kaun si line pakadni hai or humne jo deside kiya hamare Parents ne usme bhi hamara sath diya.
Phir 1 din apni schooling Khatam kar k hum chle aaye "ENGINEER" banne.....!!!
Phir Mummy-Papa ko bahut achha laga tht unki Beti Engg. banegi.
College me pahuchi to Branch mili EI jaise-taise kuchh frndz bane or branch upgrade hoke ho gai IT.
Thnks to Bhagvaan ji jo unhone aisa kiya warna mujhe itne sare or itne achhe frnds nhi milte.
Agar me college na aati to na to Hostel frnd milte,na hi college frnd or na koi Seniors....abhi b meri life achhi ja rahi thi or bol sakti hu bahut achhi ja rahi thi but Homesickness hoti thi kabhi kabhi but wo b mere dost achhe se handle kar lete the...
Campus bahut aaye college me but mere jaise gavaar ko koi leke nahi gaya..!!
orrrrr phir dekhte hi dekhte BE b kahtam ho gai????
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

ab aage kya ????
bas Zindagi Barbaad or Struggle jari!!!